Ihsan

Saturday, March 01, 2008

Ya Husayn Ya Husayn


Ya Husayn Ya Husayn - Nusrat Fateh Ali Khan and Party


Shaheed-E-Karbala ki mominoN jab yaad aati hai
taRap jati hai dunya khoon ke aaNnso bahati hai
Ya Husayn! Ya Husayn!

shah ast Husayn baadshah ast Husayn
deen ast Husayn deen pana ast Husayn
sar dad na dad dast dar dast-e-Yazeed
Haq-a ke binae La Ila ast Husayn

deed ki agar talaash hai sir ko jhuka namaaz meiN
dil se khudi ko door ker khud ko miTTa namaaz meiN
aaye ga tujh ko tab nazar Ruh-e-Khuda namaaz meiN
pehle Husayn ki tarah sir ko kaTa namaaz meiN
aur keh Ya Husayn! Ya Husayn!


O Believers, when we remember the martyrs Of Karbala
The world yearns and sheds tears of blood
O Husayn! O Husayn!

Husayn is the master, Husayn is the king,
Husayn is faith, Husayn is refuge for the faith,
He gave his head but not his hand in Yazeed's hand,
Verily Husayn is the foundation of La'illah

If you truly seek vision, lower your head in prayer
Remove the self from your heart by erasing your self in prayer
Then you will see the spirit of God in prayer
First be like Husayn and sacrifice your head in prayer
And then say: O Husayn! O Husayn!

0 comment(s):

Post a Comment

<< Home